Tuesday, December 23, 2008

Ab Mujhe Raat din song Lyrics from DEEWANA (ALBUM)

Ab Mujhe Raat din Lyrics
Hindi Song Title: Ab Mujhe Raat din : DEEWANA (ALBUM)
Singer: SONU NIGAM

Hey zu  Hmm Hmm Hmm Hmm
hey hey hey hey hey hey
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain

kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Tum ko dekhe beena chain milta nahi
dil pe ab to koi zor chalta nahi
jaadu hain kaisa dil ki lagi mein
dub gaya hu is bekhudi mein
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman
had se badhne laga mera deewanapan
dil mein basa lu apna bana lu
ya phir nazar mein tumko chupa lu
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

0 comments:

Post a Comment