Friday, December 12, 2008

pehla nasha - jo jeeta wahi sikandar Hindi Song Lyrics

pehla nasha - jo jeeta wahi sikandar Hindi Song Lyrics

chahe tum kuch na khao
mein ne sun liya
ke saathi pyaar ka mujhe chun liya
chun liya ….
mein ne sun liya …..

pehla nasha pehla khumaar
naya pyaar hain naya intzaar
karlu kya mein apna haal
aye dile bekaraar mere dile bekaraar
tu hi bata…
pehla nasha pehla khumaar

udtha hi phiru in hawaoon mein kahi
ya mai jhool jaun in ghataon mein kahi
udtha hi phiru in hawaoon mein kahi
ya mai jhool jaun in ghataon mein kahi
ek kar du aasma aur zameen
kaho yaro kya karu kya nahi

pehla nasha pehla khumaar
naya pyaar hain naya intzaar
karlu kya mein apna haal
aye dile bekaraar mere dile bekaraar
tu hi bata…
pehla nasha pehla khumaar

usne baat ki kuch aise dhang se
sapne de gaya vo hazaroon rang ke
usne baat ki kuch aise dhang se
sapne de gaya vo hazaroon rang ke
reh jaun jaise main harke
aur chume vo mujhe pyaar se

pehla nasha pehla khumaar
naya pyaar hain naya intzaar
karlu kya mein apna haal
aye dile bekaraar mere dile bekaraar


0 comments:

Post a Comment