Wednesday, December 17, 2008

Tu Saala - Golmaal Returns Lyrics

Tu Saala - Golmaal Returns Lyrics

[Maine tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Main tujhape qurbaan]2

Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya

Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala
Tu saala
Tu saala
Kaam se gaya

Teri nazaron pe
Jaan-e-jaan meri nazar hai
Teri saari harkato ko
Mujhko khabar hai

Are mastiyo mein duba hua hai
Tujhe nahi fikar hai
Aaja aaja hosh mein aaja

Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala kaam se gaya

Aisi waisi galiyon se
kabhi na gujarana
Kisi bewafa ke chehre pe tu na marna
Mujhse kabhi bhi
Tu bewafaai na karna
Sach kehti hoon jaanu rehna saavdhan
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya

Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala kaam se gaya

[Maine tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Main tujhape qurbaan]2

Tera zara sa bhi
zara sa bhi
zara sa bhi
Dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya

Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Jo na bachake raha tu meri jaan
Tu saala kaam se gaya


0 comments:

Post a Comment